Welcome to my blog :)

rss

Sunday, January 15, 2012

Khayal Unka kyu? iss diL se jata nahi.



i miss you scraps greetings for orkut




Khayal Unka kyu? iss diL se jata nahi

Bina Unke bhi diL ko Chain aata nahi



Har raat milata hai wo aa sapno mein

Par dil kyu? unhe paa kar bhi pata nahi



Ajab sii kash’m-kash mein hun pada

Aakhir kyu? wo mujhe apana banata nahi



Hum to kabse lutane ko hai taiyar baitahe

Ek wo Kambkhat !, diL Churane aata nahi



Aye khuda ! kar ab to mujhpe rehmat ata

chand khushiya Omi k kyu? samet lata nahi


0 comments:

Post a Comment

Thankuy